Posterous theme by Cory Watilo

Ramayan in simple Hindi...

Poori RAMAYAN biwiyon ki kahani hai.....

Laxman apni ghar pe chhodkar chala aya.

Raawan doosre ki utha ke fas gaya.

Hanuman ki apni thi hi nahi, magar doosre ki dhundh ne mein Lanka jala dali.

Ram ko apni wapas laane ke liye dus din tak yudh karna pada...

Aur waapas lake bhi kya mila?

Ek dhobi ne apni biwi ko wapas ghar mein nahin liya, to Ram ne apniwali ko out kar diya.

Aur end mein kya hua?Jis biwi ke kaaran itni badi ramayan hui woh to underground ho gayi!

Abhi tum-ich socho boss... Yeh akhaa jhamela hua kaayko?

Kyun ki Dashrath ki 3 biwiyan thi!!!